Apni payari adi Saeeda Sahto k naam
میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hainham charagon ki tarah sham se jal jate hainbach nikalate hain agar atih-e-sayyad se hamshola-e-atish-e-gulfam se jal jate hainkhudnumai to nahin shewa-e-arbab-e-wafajin ko jalna ho wo aram se jal jate hainshama jis ag mein jalti hai numaish k liyeham usi ag mein gumnam se jal jate hainjab bhi ata hai mera nam tere nam ke sathjane kyun log mere nam se jal jate hainrabta baham pe hamein kya na kahenge dushmanashna jab tere paigam se jal jata hai
very nice..
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain
ReplyDeleteham charagon ki tarah sham se jal jate hain
bach nikalate hain agar atih-e-sayyad se ham
shola-e-atish-e-gulfam se jal jate hain
khudnumai to nahin shewa-e-arbab-e-wafa
jin ko jalna ho wo aram se jal jate hain
shama jis ag mein jalti hai numaish k liye
ham usi ag mein gumnam se jal jate hain
jab bhi ata hai mera nam tere nam ke sath
jane kyun log mere nam se jal jate hain
rabta baham pe hamein kya na kahenge dushman
ashna jab tere paigam se jal jata hai
very nice..
ReplyDelete