میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا
Wednesday, February 23, 2011
payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal
payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal hotay hain
Apni jan se janay walay kuch kuch pagal hotay hain.
Apni jan se janay walay kuch kuch pagal hotay hain.
judai ke azeat se mera dil ab b darta hai
judai ke azeat se mera dil ab b darta hai
judae do ghari ke ho to koe dil ko samjaey
judae char pal ke ho to koe dil ko behlae
judae umer bhar ke ho to kya chara karay koe
k ik milnay ke hasrat mai bhala kab tak jeay koe
Meray Mola karam akr de! tu aisa kar b sakta hai
meray hathon ke janib daikh, inhain tu bhar b sakta hai.
urdu shaeri
judae maar dalay ge
Suno ham toot jaen gay suno ye dori maar dalay ge
suno ye ankhain bojhal hain, inhain kis tarah behlaen
suno, bana lain dost is gham ko
hamain maloom hai akhir judae maar dalay ge
teray firaq k lamhay shumar kartay
teray firaq k lamhay shumar kartay
Bhikhar chukay hain tera intizaar kartay huay
urdu graphical shaeri
Subscribe to:
Posts (Atom)