میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا

Ads

Monday, February 28, 2011

Achay tahaluqaat


Achay tahaluqaat
by khalil naz

muhabbat_quotes

sham e judae

aaj tak yaad hai wo sham e judai mujko

mera dil

mera dil shoq se toro, aik tajarba ore sahi
Lakh khilonay tor chukay ho aik khilona ore sahi

Kat He Gae judae

Kat-He-Gaee judae---Adeem
Kat He Gae judae
kab yum hua k mar gaey
teray din b guzar gaey, meray din  b guzar gaey

Intizaar

teri Judai k baad

ashk baar rehnay lagi ankhain teri Judai k baad

judae ki kasak leay

judae ki kasak leay, teri yaad ka ansoo
har shab ke aankh se tapka hai

Bicharnay ore Judae main zara sa farq

Bicharnay ore Judae main zara sa farq hota hai
juda ho kar kise phir kabi koe nahi milta
bichar jaen to milnay ka koe imkaan rehta hai

Sunday, February 27, 2011

Thursday, February 24, 2011

Love

Achay Tahaluqat

Achay Tahaluqat
By Khalil Naz

Buhat masoom hasrat hai Batao kya kiya jaye.?

Buhat masoom hasrat hai
Batao kya kiya jaye.?

Hamen Tum se muhabat hai
Batao Kya kiya jaye.?

Jo Suraj dobta hai
Dil b apna Doob jata hai

Ajab si apni HaLaT hai
Batao kya kiya jaye.?

Tumhay pany ki khwahish kab
Hamari apni hai Jana..!

Dil-E-Nadan ki Chahat hai
Batao kya kiya jaye.

suno khushboen aelan karti hain

suno khushboen aelan karti hain
ye khushboo naey ailan akrti hai

raat gehri hai magar chand chamakta hai abe

raat gehri hai magar chand chamakta hai abe
meri sanson mai tera lams mehakta hai abe

usay yaad kartay hain khuda k naam k baad

usay yaad kartay hain khuda k naam k baad
Kabi subah se pehle kabi sham k baad

Wednesday, February 23, 2011

kal raat

kal raat janay kya hua

meri raat din ma chupi hui

meri raat din ma chupi hui

payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal

payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal hotay hain
Apni jan se janay walay kuch kuch pagal hotay hain.

judai ke azeat se mera dil ab b darta hai

judai ke azeat se mera dil ab b darta hai 
judae do ghari ke ho to koe dil ko samjaey
judae char pal ke ho to koe dil ko behlae
judae umer bhar ke ho to kya chara karay koe
k ik milnay ke hasrat mai bhala kab tak jeay koe
Meray Mola karam akr de! tu aisa kar b sakta hai
meray hathon ke janib daikh, inhain tu bhar b sakta hai.
urdu shaeri

judae maar dalay ge

Suno ham toot jaen gay suno ye dori maar dalay ge
suno ye ankhain bojhal hain, inhain kis tarah behlaen
suno, bana lain dost is gham ko
hamain maloom hai akhir judae maar dalay ge

zindagi is tarah mili jesay

zindagi is tarah mili jesay
koe banya udhar deta hai
Sanc pe sans charhti ja rahi hai

firaq main lazatein hain

firaq main lazatein hain itni to sochta hun
Wisal us ka naseeb ho ga to kya banay ga

teray firaq k lamhay shumar kartay

teray firaq k lamhay shumar kartay
Bhikhar chukay hain tera intizaar kartay huay
urdu graphical shaeri

ham log daeron mai chalaty hain

ham log daeron mai chalaty hain
dard bharta jata hai rastay nahi ghat tay

Tuesday, February 22, 2011

جدا ہونا ہی ٹھہرا تو

جدا ہونا ہی ٹھہرا تو 
گلا کیسا شکایت کیا 
جدا ہو جائیں چپکے سے 
نہ تم بولو نہ میں بولوں 
ہمارے بول پڑنے سے 
جدائی پھیل سکتی ہے 
ہوائوں میں 
فضائوں میں 
جدائی ذات میں بھر لیں 
چلو ہم اس طرح کر لیں 
کسی سنسان راستے کے 
کسی بھی موڑ پر دونوں 
جدا ہو جائیں چپکے سے 
نہ تم بولو نہ میں بولوں 
ہمارے بول پڑنے سے 
جدائی پھیل سکتی ہے


Juda hona he thehra to
gila kaisa shikayat kya

ajab pagal se larki hai


bara sada sa rishta hai
Jesay tum meray ho, is tarah ye nazm meri hai
ajab pagal se larki hai

Miss u

Miss u so much


missing you so much gif animation

wo ashk ban kar meri

wo ashk ban kar meri chashm e tar main rehta hai
ajeeb shakhs hai pani k ghar main rehta hai

Ya Rub tu us ko khush rakhna

Ya Rub tu us ko khush rakhna
by AitebaarSajid

chalo ik nazm kehtay hain

chalo ik nazm kehtay hain
by fakhira batool

Dukh hai

Hamain khabar hai tumam dukh hai

sharma k yun na daikh

sharma k yun na daikh ada k muqam se.
ab baat bhar chuki hai haya k muqam se

Bohat payari sis k leay aik khobsorat dua

Bohat payari Api(sister) k leay aik khobsorat dua

Monday, February 21, 2011

us k hathon se jo khushbooe hina aati hai_wasi shah

us k hathon se jo khushbooe hina aati hai
by wasi shah

Main Bohat Dinoo Sa Udaas Hoon


meray hath main ik Gulaab do Main Bohat Dinoo Sa Udaas Hoon

Zakhm muskuratay hain ab b teri aahat par

Zakhm muskuratay hain ab b teri aahat par
by wasi shah

Bohat door aik Gaon hai mera

Chehray pe meray zulf ko phailao kise din

Chehray pe meray zulf ko phailao kise din

Aik lamhay k leay hath raha hathon mai

Aik lamhay k leay hath raha hathon mai
aik lamha wo meri zeest ka hasil thehra

khushbo

udas larki

satanay wali
mananay wali
wo aik sundar udas larki

muje bas itna kehna hai


muje bas itna kehna hai
kabi main yaad aon to
hamain tum sath pao gay

kya tum b Afsurdah

apnay kirdar ko mosam se bachaey rakhna

apnay kirdar ko mosam se bachaey rakhna
loat kar pholon mai wapis nhe aati khushboo

khushboun ke talash karta hai

hai-kam-bakht-phool-ho-kar-bhi

barish main

baat niklay ge to phr doooor talak jae ge

baat niklay ge to phr doooor talak jae ge
log bewaja udasi ka sabab pochain gy
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Follow on Facebook