میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا

Ads

Friday, April 22, 2011

Jang lazim hai to

Jang lazim hai to jang hi sahi

Zalim ko jo na rokay wo shamil hai zulm mai
Qatil ko jo na tokay wo qatil k sath hai
ham sarbakaf uthay hain k haq fatahyaab ho
keh do unhain jo lashkar e batil k sath hai
Is dhang per hai zoor to yeh dhang hi sahi
Jang lamzi hai to Jang hi sahi

Hum ne sadiun ki hathaili pe rakhi hen aankhain

Hum ne sadiun ki hatheli pe rakhi hen aankhain
koe lamha tera idraak pehn kar ay

Hum ko Acha naheen lagta (Shair by Ahmed Fraz)

Hum ko Acha naheen lagta koe ham naam tera
koe tuj sa ho to phir naam b tuj sa rakhay

Mera Ishq bemaza tha teri dushmani se pehle

Edar aa raqeeb meray, tuje main galay laga lun
Mera Ishq bemaza tha teri dushmani se pehle

Hum bhula nahi paaye


Ham Bhula nahi paey
Terat payar main janan
kis tarah guzaray thay
Zindagi k roz o shab
Ore jab samay aya
Zindagi ki rahon pe rasta badalnay ka
Tum se jan bicharnay ka
Dil pe kya Azaab aey
Zindgi k wo lamhay
Ham bhula nhe paey

Gul Dawdi by Samina Raja

Duriyan muqadar hain

Duriyaa muqadar hai !
sogwar lehjay main
Pair khushk paton se
keh rahay hain patjhar hai
doorian muqadar hain

Aql sachi the ishq jhoota tha


baat to dil shikan hai par yaro
Aql sachi the ishq jhoota tha
John alia
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Follow on Facebook