میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا

Ads

Wednesday, February 23, 2011

kal raat

kal raat janay kya hua

meri raat din ma chupi hui

meri raat din ma chupi hui

payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal

payar k deep jalanay walay kuch kuch pagal hotay hain
Apni jan se janay walay kuch kuch pagal hotay hain.

judai ke azeat se mera dil ab b darta hai

judai ke azeat se mera dil ab b darta hai 
judae do ghari ke ho to koe dil ko samjaey
judae char pal ke ho to koe dil ko behlae
judae umer bhar ke ho to kya chara karay koe
k ik milnay ke hasrat mai bhala kab tak jeay koe
Meray Mola karam akr de! tu aisa kar b sakta hai
meray hathon ke janib daikh, inhain tu bhar b sakta hai.
urdu shaeri

judae maar dalay ge

Suno ham toot jaen gay suno ye dori maar dalay ge
suno ye ankhain bojhal hain, inhain kis tarah behlaen
suno, bana lain dost is gham ko
hamain maloom hai akhir judae maar dalay ge

zindagi is tarah mili jesay

zindagi is tarah mili jesay
koe banya udhar deta hai
Sanc pe sans charhti ja rahi hai

firaq main lazatein hain

firaq main lazatein hain itni to sochta hun
Wisal us ka naseeb ho ga to kya banay ga

teray firaq k lamhay shumar kartay

teray firaq k lamhay shumar kartay
Bhikhar chukay hain tera intizaar kartay huay
urdu graphical shaeri

ham log daeron mai chalaty hain

ham log daeron mai chalaty hain
dard bharta jata hai rastay nahi ghat tay
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Follow on Facebook