میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا

Ads

Friday, December 31, 2010

is saal sochta hun

ab k baras kuch aisa karna


Ab k baras kuch aisa karna. apnay guzray bara maah k dukh sukh ka andaza karna
meri khushian tum lai lena, mujko apnay gham de dena.

Happy new year. new year poetry beautiful shaeri

Thursday, December 30, 2010

chand ke kirnoo jao na

khuda karay k naya saal sabko raas ay

naya saal nae umeed

naya saal

naya saal mubarak

guzray hual saal ko alvida kehtay huay

Khuda Kare Tare Aankhen Hamesha Muskorate Rahin

aik dua

is qadar lafz kisay yaad rahain

Muhababt jeet hoti hai magar

Muhababt jeet hoti hai magar ye haar jati hai

یہ طے ہوا تھا

محبتوں میں ہر اِک لمحہ وصال کا ہوگا یہ طے ہوا تھا
بچھڑ کے بھی ایک دوسرے کا خیال ہوگا یہ طے ہوا تھا

یہ کیا کہ سانسیں اُکھڑ گئی ہیں سفر کہ اغازسے ہی یارو!
کوئی بھی تھک کر نہ راستے میں نڈھال ہوگا یہ طے ہوا تھا

وہی ہوا نہ کہ بدلتے موسموں میں تم نے ہم کو بُھلا دیا
کوئی بھی رُت ہو نہ چاہتوں کو زوال ہوگا یہ طے ہوا تھا

جُدا ہوئے ہیں تو پھر کیا ہے، یہی تو دستورِ زندگی ہے
جُدائیوں میں نہ قربتوں کا ملال ہوگا یہ طے ہوا تھا

چلو کہ فیضان کشتیوں کوجلا دیں گمنام ساحلوں پر
کہ اب یہاں سے نہ واپسی کا سوال ہوگا یہ طے ہواتھا

Wednesday, December 29, 2010

kabi jo ham nahi houn gy

lo main ankhain ban keay laite hun

kuch door hamaray sath chalo

yaad

:-(

tumharay naam

jo kabi main roth jaun, muje rothnay na dena


A huge collection of Urdu designed poetry.
graphical poetry

acha hai k acha nahe hun main

Loat ao na

Kis Liye December Mein Yon Udas Rehta Hoon

UDAS DECEMBER KI HASEEN YAADEIN ***



Mujh Se Poochtey Hain Log
Kis Liye December Mein
Yon Udas Rehta Hoon
Koi Dukh Chupata Hoon
Yaa Kisi k Janey Ka
Sog Main Manata Hoon


Aap Mery Album Ka
Safha Safha Dekhein Ge?
Aayiee Dikhata Hoon
Zabt Aazmata Hoon


Sardion k Mausam Mein
Garam Garam Coffee k
Chotay Chotay Sip Ley Kar
Koi Mujh Se Kehta Tha
Haye Iss December Mein
Kis Bala Ki Sardi Hay
Kitna Thanda Mausam Hay
Kitni Yakh Hawayein Hain
Aap b Ajab Shay Hain
Itni Sakht Sardi Mein
Ho k Itney Bey Parwah
Jeans Aur T-Shirt Mein
Kis Mazey Se Phirtey Hain


Shaal b Mujhay Dey Di
Coat b Oorrha Dala
Phir b Kaanpti Hoon Main
Chaliye Ab Sharafat Se
Pehan Lijiye Sweater
Aap k Liye Main Ne
Bun Liya Tha Do Din Mein


Kitna Maan Tha Uss Ko
Meri, Apni Chahat Par
Ab b Har December Mein
Uss Ki Yaad Aati Hay


Garam Garam Coffee k
Chotay Chotay Sip Ley Kar
Haath Gaal Par Rakhey
Hairat Aur Taaj'jub Se
Mujh Ko Dekhti Rehti
Aur Muskura Deti


Shokh-o-Sard Lehjay Mein
Mujh Se Phir Wo Kehti Thi
Itney Sard Mausam Mein
Aadhi Sleeves Ki T-Shirt
Iss Qadar Na Itrayein
Seedhay Seedhay Ghar Jayein


Ab Ki Baar Jab Aayein
Brown Trouser K Sath
Black High Neck Pehnein
Coat Koi Dhang Ka Ley Lein
Warna Main Qasam Se Phir
Aisy Rooth Jaon Gi
Dhoondtey Hi Rahiye Ga
Samney Na Aaon Gi


Pass Baithey Abbu k
Politics Par Kijiye Garam Garam Discussion
Coffee Ley Kar Kamrey Mein
Main To Phir Na Aaon Gi
Khali Khali Nazron Se Aap In Khalaon Mein
Yon Hi Taktey Rahiye Ga
Aur Bey Khayali Par Daantt Khatey Rahiye Ga


Kitni Mukhtalif Thi Wo
Sab Se Munfarid Thi Wo
Apni Aik Lagzish Se
Main Ne Kho Diya Uss Ko
Ab Bhi Har December Mein
Uss Ki Yaad Aati Hay...!!!

Use kehna December ja raha hai!!

Use kehna December ja raha hai!!
December kay guzarte hi,
bars aik aor maazi ki jafaun main doob jaye ga,

Use Kehna!!
December kay guzernay say zara pehle,
Muhabbat ki kahani ko koi takmeel dey jana,

Usey Kehna!!
December ka Maheena jaisay guzre ga,
Umeedain Doob jayein gi,
Wo Sapnay toot jayein gay,

Usey Kehna!!!
December kay guzarnay say zara pehley
Mohabbat ko koi tabeer day jaye,

Usey Kehna!!
Mukadar ko hamaray doob janay say bacha lena,

Usey Kehna!!
Decemebr Ja raha hai!!!

Aur ab aik aur saal guzar gaya.........

main to hu n ik ujray shehar ke misaal

tum ko maloom b shaed ye kabi ho k na ho

tum ko maloom b shaed ye kabi ho k na ho
by
amjad islam amjad

Tuesday, December 28, 2010

miss u sister


You can find topic wise poetry on this blog.

Go to bottom of the page and select a topic,
poetry of some specific word.

Yaad muhabbat Aankh khawab khushboo udas sham intizaar Aansoo dukh dua judae mosam pagal neend special tanhae Ajnabi gham khayal barish talash musafar dhanak video chand dil naraz bahar bewafae bhool dosti jazba khushi masroof phool shikwa umeed wahda deedar ehsas muskurahat nishani safar sath zindagi Kashmir adat bachpan dais gaon husn ishq khizan sawal saza soch titli zulf
k unwan par shaeri

main hun, tera khyal hai ore chand raat hai:wasi shah

main hun, tera khyal hai ore chand raat hai
dil dard se nadhaal hai chand raat hai

 


wasi shah


us ke judae par

us ke judae par ham raat bhar rotay rahay

Ham jo bichray to batao bhala kya ho ga

main udas rasta hun sham ka

main udas rasta hun sham ka
muje aahaton ke talash hai

bara dushwaar hota hai zara sa faisla karna

bara dushwaar hota hai zara sa faisla karna

dukh boltay hain: farhar abbas shah

dukh boltay hain: farhar abbas shah

Ham jo bichray to batao bhala kya ho ga

Ham jo bichray to batao bhala kya ho ga

ajeeb khawaish hai

Shaam k baad

Shaam k baad
a beautiful poem by
Khalil Naz



ab kider jaen gy ham loat k sham k baad
kon kholay ga hamaray leay dar sham k baad

Khalil bhai Zindabad

saya e pidri: Walid ke muhabbat

saya e pidri: Walid ke muhabbat






Urdu books Download.
poetry, prose, historic, Islamic, spritual, mazah and much more
Poetry books by Allama Iqbal, Faiz Ahmed faiz, Nasir kazmi, wasi shah, perveen shakir, Ahmed Faraz, Mohsin naqvi, Khalil Naz, bashir badar, Sagar Siddique, Amjad Islam Amjad, wasif ali wasif, Yasmeen habib, Tanveer Abaas Naqvi, Fakhra Batool, Ahmed nadeem qasmi, John Elia, Munir Niazi, Sahir Ludyanvi, Farhat Abbas Shah, Intikhaab-e-Sukhan and bait bazi books can be downloaded free
prose books by many authors

To download urdu prose books visit

http://allurdubooks.blogspot.com/

for poetry books

http://allurdupoets.blogspot.com/p/poetry-books-download.html

Maa: walidda ke muhabbat

Maa: walidda ke muhabbat

bolti ankhain by khalil Naz

bholta kon hai

Intisaab of the first book of Khalil Naz




Wednesday, December 1, 2010

Sadgi o puraki bekhudi o khushyari


کہتے ہو، نہ دینگے ہم، دل اگر پڑا پایا
دل کہاں کہ گُم کیجے، ہم نے مدعا پایا

عشق سے طبیعت نے زیست کا مزا پایا
درد کی دوا پائی، دردِ بے دوا پایا

دوست دار دشمن ہے، اعتماد دل معلوم
آہ بے اثر دیکھی، نالہ نارسا پایا

سادگی و پرکاری، بیخودی و ہشیاری
حسن کو تغافل میں جرات آزما پایا

غنچہ پھر لگا کھلنے، آج ہم نے اپنا دل
خوں کیا ہوا دیکھا، گم کیا ہوا پایا

حال دل نہیں معلوم لیکن اس قدر یعنی
ہم نے بارہا ڈھونڈا تم نے بارہا پایا

شور پند ناصح نے زخم پر نمک چھڑکا
آپ سے کوئی پوچھے، تم نے کیا مزا پایا؟


Explanation of this verse(Sher)
Sadgi wa purkari, be-Khudi wa hushyari   
Husn ko taghful mein jur'at aazma paya


Sadgi = simplicity, benign-looks 
purkari = pretending, cunning or dhong in Urdu
Be-khudi = not paying attention, lost in other thoughts    
taGhaful = Ghaflat = carelessness, inattention
Jura’at = courage, guts         
aazma = testing     
Jura’at aazmaN= gut testing

This is a beautiful verse: simple construction, beautiful wording, and rhyming music.

Ghalib is describing a scenario when he is watching his beloved (from a hiding). He finds that she is lost in thoughts, and not paying attention to her surroundings, her hair blown by breeze and curves exposed. How can he control himself? He thinks that it is easy to steal a touch of her unfurled hair or at least have a closer peek at her; however, Ghalib warns himself: Beware! Looks are misleading; her simplicity and benign-looks, in reality, are cunningness, pretending, or a “dhong”. Her inattention is actually a ruse to test your spirit and guts.
Ghalib bears out the fact that inattentive beauty is always gut-testing. Try to approach an inviting and benign looking rose; thorns may hurt you. You must approach beauty with care and respect!

If we take this verse to higher level of true love, called ishq-e-haqiqi in Sufism terminology, it makes a different meaning. God is beauty and he is in everything. God, to us, seems inattentive and unaware. This tempts us to do things we are not supposed to do as per laws of love. Yet, many situations are so tempting and gut testing that we can’t control our impulses and do things that we are not supposed to do. We pay price for those unbecoming behaviors. God’s Bekhudi is actually Hushyari.

Please note the wordings of this verse. Ghalib has used opposite words called “tazad”
Sadgi‘s opposite is purkari; Bekhudi’s opposite is hushyari. In second misr'a (line) he uses a new word “taghaful” to describe inattention; he doesn’t repeat the word be-khudi from the first line.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Follow on Facebook