Pages

Tuesday, April 5, 2011

Dosti kya hai?

dosti kya hai
what is friendship.

Milna ittefaq bicharnba naseeb tha

Milna ittefaq tha bicharnba naseeb tha.
ho gaya door door jo meray dil k qareeb tha
main us ko daikhnay ko tarasta reh gya
jis ki hatheli pe apna naseeb tha

ham jo totay to is tarah totay

ham jo totay to is tarah totay
jesay hathon se gir k pathar pe
koe shafaf aena totay

tumhari yaad ai

Yeh zabt chot gya to tumhari yaad ai

Muje maloon hai k main kya hun

Muje maloon hai k main kya hun
aik udas larki..ghiri sham si larki
jisay teri aik muskurahat nay.

chehray pe haya ka roop jesay

chehray pe haya ka roop jesay
darya main shafaq si khul gae hai
wo mehw e kharam yun hai ..jesay
ik shakh hawa se khailti hai

umer bhar ki kamai

umer bhar ki kamai by amjad islam amjad

Wo jo aik khawab si raat thi
meray bakht main.
yumhi aik pal main guzar gae
wo guzar gae to pata chala.......
Wohi aik kaam ki chez thi
Meri zindagani k rakht main

Aina

Aenay se bhala kahan nisbat
dil bari khamoshi se tota tha
main tha pat jhar ka barg e awara
Tu khazan ki hawa ka jhonka tha

tajarba

yeh tajarba b hua hai Bhujhay chiraghon se
k har andhera hamain daikhna sikhata hai

purana qissa

yaad kar k muje takleef hi hoti ho gi
Aik qissa hun purana sa bhula de mujko

Jheel si ankhain

Jheel si ankhain

Yeh Qissa bohat purana hai, kuch yaad rha kuch yaad nhe