Pages

Sunday, March 20, 2011

resham zulfon, neelam ankhon

resham zulfon, neelam ankhon walay achay lagaty hain.
main shaer hun mujko ujlay chehray achay lagaty hain
Kal us rothay rothay yaar ko daikha to mehsus hua
Mohsin ujlay jisam pe kalay kapray kitnay achay lagtay hain

Gila karay b agar dil to kya karay

Gila karay b agar dil to kya karay us se

Sath

Aandhion k mosam main lafz k saharay b sath chor detay hain
Aisay more per aa kar zindagi se payaray b sath chor detay hain

Kaha mainy

main aksar main nhe rehta tum ho jata hun

Acha khasa baithay baithay Gum ho jata hun
main aksar main nhe rehta tum ho jata hun

Dastan meray laad payar ki bas

Dastan meray laad payar ki bas
Aik hi hasti k gird ghomti hai
payar jannat se muje is  leay hai
yeh meri maa k qadam chomti hai

ya khuda kis rang se ai hai bahar

ya khuda ab k yeh kis rang se ai hai bahar
Zard he zard hai pairon pe hara kuch b nhe

Dhundla rahay hain shehr k jaltay huay chiragh

Dhundla rahay hain shehr k jaltay huay chiragh
Ai neend aa b ja k bohat dair ho  gae