Pages

Thursday, March 31, 2011

Beautiful Ghazal:video


Ik shakhs to chaha tha apnon ki tarah ham na

Wednesday, March 30, 2011

Talash par kuch ash'aar




















Talash k unwan par kuch ashhaar.
poetry on the topic of talash,

teri yaad main hua dar badar

main wohi hun wasif e be hunar, teri yaad main hua dar badar

Talash

talash meri the ore bhatakk rha tha wo

talash meri the ore bhatakk rha tha wo
Saza mili the muje ore sisak rha tha wo

Teri Raza Ki Talash Hai


Mujhey Zindagi Main Qadam Qadam Per Teri Raza Ki Talash Hai

taire talash

pass reh kar judae ki tuj se
door ho kar tuje talash kiya
main na tera nishan Gum kar k
Apnay andar tuje talash kiya

Yeh zara zara se baat pe tarah tarah ka azaab Q

Yeh zara zara se baat pe tarah tarah ka azaab Q
Jo kise se b khafa na ho muje us khuda ki talash hai

meray wajood ki muj main talash chor gya

 
meray wajood ki muj main talash chor gya
Inhi ruton main muje wo udas chor gya

Koi Sakoon Ki Jagha Talash Kerien

muhabbat ki wo pehli nigah talash akrain
Aa mil k wafa talash akrain

jo ham se dar-badaron ko talash kartay hain

jo ham se dar-badaron ko talash kartay hain
Ahmed Faraz

Talash

Monday, March 28, 2011

main kesay chor dun jeena bari mushkil se seekha hai

main kesay chor dun jeena bari mushkil se seekha hai'

Sham har roz tuje dhondti hai

Sham har roz tuje dhondti hai, dil ki galyon mainn.
muhabbat k neha khanon main
shehr main, shehr se door bayabanon mai,

kuch zakhm sadion baad

kuch zakhm sadion baad b taza rehtay hain Faraz
Waqt k pass har marz ki dawa nhe hoti

jhoot

farq

dhanak

teri sanson main ghulabon ki mehak lagti hai
Husn jis rang main ho teri jhalak lagti hai.